Song: Jeena Marna Sikha Diya Movie: Do Lafzon Ki Kahani (2016) Singer: Palak Muchhal Lyrics: Sandeep Nath Music: Babli Haque Jeena Marna Sikha Diya Lyrics Kyun itno mein tujhko hi Chunti hoon har pal Kyun tere hi khwab ab Bunti hoon har pal Kyun itno mein tujhko hi Chunti hoon har pal Tere hi khwaab ab Bunti hoon har pal Tune mujhe jeene ka hunar diya Khamoshi se sehne ka sabar diya Tu hi bharosa zindagi ka Tu hai mera hosla Mujhe jeena sikha diya Marna sikha diya Teri wafaaon ne insan bana diya Jeena sikha diya Marna sikha diya Teri wafaaon ne insan bana diya Bandhne lage hai rishton ke dhaage Tere mere darmiyaan Thode sukoon mein rehne lagi hai Ye meri bechainiyan (x2) Tu hi bharosa zindagi ka Tu hai mera hosla Mujhe jeena seekha diya Marna sikha diya Teri wafaaon ne insan bana diya Jeena sikha diya Marna sikha diya Teri wafaaon ne insan bana diya Tere khayalon mein ho gayi gum Yeh meri tanhaiyaan Ab rooh meri karne lagi hai Teri nigehbaaniyan (x2) Tu hi bharosa zindagi ka Tu hai mera hosla Mujhe jeena sikha diya Marna sikha diya Teri wafaaon ne insan bana diya Jeena sikha diya Marna sikha diya Teri wafaaon ne insan bana diya
No comments: