SAU AASMAAN LYRICS – BAAR BAAR DEKHO | ARMAAN MALIK

Song: Sau Aasmaan
Movie: Baar Baar Dekho
Singer: Armaan Malik, Neeti Mohan
Lyrics: Kumaar
Music: Abhijit Vaghani,Amaal Mallik

SAU AASMAAN LYRICS Sau Aasmaan Lyrics


Aankhon ko teri aadat hai
Tu dikhe na toh inhe shikayat hai (x2)
Bin chhuye chhu liye hai
Tune mujhko diye hai
Pyar ke ye tarane jaaniya
Yeh jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yahi hai pyaar ka hai ehsaas
Sau aasmaano ko aur do jahano ko
Chhod ke aayi tere paas (x2)
Jaane kya hone laga
Mujhko nahi hai khabar
Kyu neend se door ye
Jaani laggi hai nazar
Chhodo ye sari baatein
Ab milli hai jo raatein
Inhe jaane na dena jaaniya
Yeh jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas
Sau aasmano ko aur do jahano ko
Chhod ke aayi tere paas (x2)
Aankhon ko teri aadat hai
Tu dikhe na toh inhe shikayat hai
Bin chhuye chhu liye hai
Tune mujhko diye hai
Pyar ke ye tarane jaaniya
Yeh jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas
Sau aasmaano ko aur do jahano ko
Chhod ke aayi tere paas (x3) 

Thanks for landing on this post, If there are any mistakes in "Sau Aasmaan Lyrics from Bollywood Songs" ? Please comment.. 
Thank you....!!!


TAGS:- #sau aasmaan lyrics, #sau aasmaan Songs lyrics, #sau aasmaan Katrina Kaif Songs lyrics, #sau aasmaan Armaan Malik Songs lyrics, #sau aasmaan by Armaan Malik Songs lyrics, #sau aasmaan Baar baar Dekho Songs lyrics, #Armaan Malik sau aasmaan Songs lyrics, #Baar Baar Dekho sau aasmaan Songs lyrics, #sau aasmaano ko Songs lyrics, #sau aasmaano ko lyrics, #sau aasmaan mp3 Songs lyrics, #sau aasmaan Songs lyrics in Hindi, #sau aasmaan Songs lyrics Lyrics in english, #sau aasmaano ko Songs lyrics in English

No comments:

Waplyric.blogspot.com. Powered by Blogger.