HASEENO KA DEEWANA LYRICS – KAABIL | HRITHIK ROSHAN, URVASHI RAUTELA

Bollywood Songs Lyrics
Song Credits:
Song: Haseeno Ka Deewana
Singers: Raftaar, Payal Dev
Lyrics: Kumaar
Recreated By: Gourov & Roshin
Original Song Credits:
Song: Sara Zamana Haseeno Ka Deewana
Film: Yaarana (1981)
Singer: Kishore Kumar
Music: Rajesh Roshan
Lyrics: Anjaan

Haseeno Ka Deewana Lyrics

Kisi ko mera shouk hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawani kehte hain mujhe
Hain mere aashiq har jagah

Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste
Maange duaa..
Sara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamaana..
Raftaar Rap:
Raa..
Ladki ye toh right hai
Ladki dynamite hai
Ladki ke chakkar mein
Daily gali gali mein fight hai
Thoda hamein do time yaara
Love nahi hai crime yaara
Har din mujko better lage tu
Ladki hai ya wine
Arre janta ko jawab do
Kab padogi pyaar mein
Sari duniya lagi hui hai
Hum bhi hai kataar mein
Saara zamana haseeno ka deewana
Saara zamana haseeno ka deewana
Saara zamana haseeno ka deewana
Saara zamaana...
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar karle
Jo kabhi bhi khatam na ho
Woh aitbaar karle (x2)
Kisi ko mera shouk hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawani kehte hain mujhe
Hain mere aashiq har jagah
Kisiko meri hasratein
Kisiki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste
Maange duaa..
Sara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Saara zamana..

No comments:

Waplyric.blogspot.com. Powered by Blogger.