LYRICS OF ITNI SI BAAT HAI – AZHAR (2016) – ARIJIT SINGH

Itni Si Baat Hai Lyrics from Azhar (2016) sung by Antara Mitra, Arijit Singh. This song is composed by Pritam Chakraborty with lyrics penned by Manoj Yadav.

Azhar movie stars Emraan Hashmi, Prachi Desai. And directed by Tony D'Souza. Azhar releases on 13 May 2016.


Lyrics of Itni Si Baat Hai from Azhar: Arijit Singh, Anatara Mitra song ft. Emraan Hashmi, Prachi Desai. Itni si baat hai lyrics by Manoj Yadav while Pritam is guest composer for the song.

Song: Itni Si Baat
Singers: Arijit Singh, Antara Mitra
Lyrics: Manoj Yadav
Music: Pritam

Itni Si Baat Lyrics

Tere dar pe aake tham gaye
Naina namazi ban gaye
Ik dooje mein yun dhalke
Aashiqana anayat ban gaye
Main aur tum

Kaisi dil lagayi kar gaye
Rooh ki rubaayi ban gaye
Khaali khaali dono thhe jo
Thoda sa dono bhar gaye
Main aur tum

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyaar hai
Yunhi nahi mein tum pe jaan detha hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyaar hai

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyaar hai
Mujhe tumse pyar hai

Lag na ye dhoop zaruri
Lag na ye chao zaruri
Milte hain ishq zameen par
Ab doh hi naam zaruri
Main aur tum

Apna khuda bhi hoga
Apna hi rab le lenge
Khud ki bana ke duniya
Yeh zindagi jee lenge
Main aur tum

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi mein tum pe jaan detha hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai

Haa.. Haa..

Ek tum, Ek main
Teeja mangu kya khuda se
Dil doon, jaadu
Kya doon itna bata de
Tera mera rishta hai
Sanson se bhi naazuk

Tum sa, hum sa
Koi dooja na hoga na hua re
Do dil sa ik seene mein hain
Jaise Main aur Tum
Ab dono hum ik jeene mein hain
Jaise Main aur Tum

Jaan se zyaada chaha tumko piya re
Har pal, har dum
Hum dum tumko jiyaa re
Aaj saaf sa kehta hoon

Itni si baat hai mujhe tumse pyaar hai
Yunhi nahi mein tum pe jaan detha hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyaar hai

Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyaar hai
Mujhe tumse pyaar hai

No comments:

Waplyric.blogspot.com. Powered by Blogger.