Kishore Kumar | Ek Ajnabi Haseena lyrics
Ek Ajnabi Haseena lyrics
Album: yun mulakat
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
kuch asi bat ho gai
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
kuch asi bat ho gai
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Yun mulakat ho gayi
Wo Achanak Aa Gayi
Yun Nazar Ke Saamne
Jaise Nikal Aaya
Ghata se chand
Yun Nazar Ke Saamne
Jaise Nikal Aaya
Ghata se chand
Chehre Pe Zulfen Bikhri Hui Thi
Din Mein Raat Ho Gayi
Din Mein Raat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun mulakat ho gayi
phir kya hua ye na pucho
kuch asi bat ho gai
Yun mulakat ho gayi
phir kya hua ye na pucho
kuch asi bat ho gai
Jane man jane jigar
Hota mai shayar agar
Kehta gazal teri adaon par
Hota mai shayar agar
Kehta gazal teri adaon par
Maine ye kaha to
Mujse khafa wo
Jaane hayaat ho gayi
Mujse khafa wo
Jaane hayaat ho gayi
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulakat Ho Gayi
Phir kya hua ye Na pucho
Kuch aisi baat ho gayi
Yun Mulakat Ho Gayi
Phir kya hua ye Na pucho
Kuch aisi baat ho gayi
Khubsurat baat ye
Char pal ka saath ye
Sari umar mujko rahega yaad
Char pal ka saath ye
Sari umar mujko rahega yaad
Mai akela tha magar
Ban gai wo hamsafar
Wo mere sath ho gayi
Ban gai wo hamsafar
Wo mere sath ho gayi
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua ye na pucho
Kuch aisi baat ho gayi
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua ye na pucho
Kuch aisi baat ho gayi
No comments: